समन्दर की लहरे किनारे से देखने में जीतनी आसन लगती हैं, उतना ही उन लहरों पे चलना कठिन होता है
Jindagi ko jitana saralat se jiyenge utani hi aasan lagne lagegi.
Manjil vahi chuno jo aasan lagti ho, Aane vali rahe aur bhi aasana ho jayengi
Suraj ki Roshani hame din aur rat ka ehsas karati hai, samy ko mulyvan samjhkar jiyo..
Jis tarah se ham paudhon ko bada hone tak usaki khub dekh rekh karte hain usi tarah hamari life bhi hoti hai, jinati care utani unnati
Sochate rah gaye ki manjil kab milegi, jab karva sath hoga tabhi to raste se mulakat hogi..
Jindagi me agar badi udan bharani hai to unchai pe chalana sikho, Jitani unchi soch utani badi tarakki..
Jindagi me jab bahut dukhi ho to apne se bhi dukhi logo ko dekho aapka dukh aur bhi halka ho jayega..