तू छोड़ दे ये तो हो नहीं सकता, क्योकि सासें तो वही हैं जहाँ तुम और हम हैं, लाख गुस्ताकियाँ क्यों न करों, तुम्हारी सूरते तो बदल नहीं सकती, हम तो हम राही हैं, चलती राहों में भी तुम्हे पढ सकते हैं, हमसे दूर जाने की सोचना भी मत, क्योकि हमारी चाहते खीच लायेंगी, वक्त तो तुम्हारा भी बदलेगा और हमारा भी, लेकिन प्यार तो वही रहेगा जहाँ तुम और हम हैं. जिंदगी के साथ यूँही चलते रहो, जाना तो वही है जहाँ हम और तुम हैं,
Jindagi ki kahani har kisi ki puri nahi hoti, Har koi labjo me baya nahi karta, Kyoki Khayishe har kisi ki adhuri nahi hoti Samay pe kisaka jor hai, Badalata hai vaqt subah aur sam to vahi hai, Kuch pal acche to kuch purane vahi hai, Jindagi ko jilo samay nikal ke, Nahi to vajad to sabka vahi hai
Category
Kyo sochate ho itana rahe tumhe bhi milengi, Bas hausala rakh aur chalte raho, Ummed pe to duniya tiki hai manjil tujhe bhi milegi Karawan bante jata hai, Kahani to uparvale ne likhi hai, Rahon pe aise hi chalti raho, Manjil to jarur milati hai,
Hamane to kabhi socha bhi na tha ki, jivan ki rituaen badal jayengi, Kya hua ki ham jud nahi paye, Riste to ek insaniyat ki bhi hoti hai, Riste to Dosti ki tarah bhi hoti hai, Sukh dukh me sath dena hi dosti hoti hai,
Jindagi ke intehan me har koi pass nahi hota, Are hausala rakh hamesa har koi khali hath nahi hota, Jindagi to aise hi bit jati hai hasne hasane me, Kabhi apne ko to kabhi dusaro ko milane me, Raste to hamesa samip nahi hote, kabhi dur to kabhi pas nahi hote. Chalate raho aise hi mukam ki taraf kabhi to samip honge, duriya to kam ho hi jati hain pas aane pe, Kabhi kabhi apne bhi dur ho jate hain khud ko samjhane me.